...........dost hai hum
aaj kal dosti karne wale log bhut hai lakin akhir ye dosti hai kiya, kiya khus pal baat ker li ya phir dost ban ker apna matlab nikal liya. is dosti ke andaz se dosti ki rishta dudlla sa nazar ane laga hai. dost ban ker niwane ka path sahad hi koi pharh pata hai. jara si baat per khatam dosti. aaj tu dost bnane se bi dhar lagne laga hai.....kon samjie dosti ke naam per matlab rakhne wale logo ko ki.......DOST SHABAD NAHI JU MIT JAYE, UMAR NAHI JU DHAL JAYE, YE WO EHSAS HAI JISKE LIYE AGAR JIYA JAYE TO ZINDGE BI KAM PAD JAYE.......... lakin sahad kisi ke paas in ehsas ku samjne wala na bu Dil hai na ki waqt. aaj dostu ki bhir tu bharh rahi hai lakin chehru per parhe mukhute bi apna rang dikha dete hai. lagta hai ki hum apno ke beech main begane hu chale hai. khbi khbi hamara khud ka biswas hme jhota sabit ker deta hai ki palat ker dusro per bishwas karne me barso lag jate hai. baas apne dostu se itna jroor khugi ki ....ULJHAN AGAR KOI AA JAYE TO MUJHSE NA CHUPANA,SAATH NA DE JUBAN TO AAKHON SE JATANA, HAR KADAM PER SATH HAI HUM, DOST BANAYA HAI TO ZARUR AAJMANA...............
Jun 2, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment